Ye desh jal rha hai, Ye desh jal rha hai, Ise jalne mat do, isme rhna hai hamein Ise tutne mat do, isme rhna hai hamein Mat bato Kisi dhram pe Mat bato Kisi jati pe Mat bato Kisi ke kehne pe Suni sirf APNI, aur apno ki Is desh ko ek krke rkho, ise tutne mat do. Koi rule tumhe Tod nhi skta, ye dikhado unhe Koi bat tumhe fusla nhi skta, ye sunado unhe Koi var tumhe hila nhi skta, ye samjhado unhe Koi gyan tumhe de nhi skta, ye batado unhe Sath rho apno ke, Apne bhaiyo ke Mat bato jatiyo mein, ek sth Raji har kadam mein Kisi chiz ke upar awaaz uthao, Kisi chiz ke upar bat karwao, Par is mein ek maryada rkho, Is mein BHI ek sabhyata rkho, Na toro Kisi sampatti ki, Na toro kisike bhabnawo ko, Ye desh tumhara hai, Ye rajya tumhara hai, Ise Todo mat, ise jore rkho Ise jalao mat, ise sajaye rkho Ye desh abhi jal rha hai zarur Par ise aur jalne mat do Ye desh ko bacha ke rkho Ise aur jalne mat do. Ek koshish ham SB krte hai ki ...
"Biglychain" means huge chain where the term bigly is defined as an adverb meaning "in a big manner" or, "in a swelling blustering manner". This blog is about creativity, motivation and knowledge where we share our ideas and perception in various fields through our pictures and writings in both Hindi and English language. Biglychain is always open to new ideas as we believe in imagination without limitation!